Tuesday, December 16, 2008

UMMED KI KIRAN

Registan ki reet par raat ki chandani apna rang bikherti hai.
rang bikhertey huye wo do pal ro leti hai roti hai wo uss mushafir ke liye
jo ata aur usake sune dil ko samjhata aur usko apney sang la kar jata.
par us raat ki chandani ki badnashibi koi nahi assa ata jo uske sune dil ko bahlata
aur usko apne sang lakar jata.

sapne dekhana sahi hai par sapne wo ho jo sach hum kar sake . nahi to umed tootati hai aur jab ummed tutta to hum tut jata hai. esliya jeeta jana hi zindagi hai . kyo ki aj hum kisi ke liya jitana bhi bhala kar de KAM ek asa sabad hai jo kahi na kahi reh hi jata hai. esliye hum apne kal ko accha karne ki koshish kare to sab accha ho sakta hai.

Awantika Singh

1 comment:

M VERMA said...

सपने सच होंगे अगर हम देखकर सच करने का प्रयास करेंगे.
उम्मीद भी जरूरत से ज्यादा नही करना चाहिये. पर उम्मीद पर दुनिया कायम है.
अच्छा आलेख पर रोमन मे क्यो है?